Muqadma Mein Kamyabi Ka 100% Wazifa

Muqadma Mein Kamyabi Ka Wazifa ,” Para 15 Surah Bani Israel ki Ayat 81 ko 313 martaba parh kar Dua karein to Insha Allah kamyabi hogi. Lekin khabardar! nahaq or na jaiz muqadma ke liye har giz na parhein museebat o bala mein giraftar ho sakte hein.

Mohtaram viewers Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti   Wazaif or Amaliyat parhne  me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se  aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah
1)Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra
2)jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe
3)Wuzu k saath parhe to behtar he.
4)jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya.
5)Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe.